@ayushmannk ji namaskar. Maine aap ki film Andhadhun aaj dekhi. Aapne bahut accha kaam kiya hai aur jo gaane aapne gaaye hain wo bhi mujhe bahut acche lage.Main aapko bahut badhaai deti hun aur aapko bhavishya mein aur yash mile aisi mangal kaamana karti hun. — Lata Mangeshkar (@mangeshkarlata) February 28, 2020